HADIS-E-NABI

 

Assalamualykum Wa Rahmatulahi Wa Barakatuhu
Hazrat Abu Musa Raziallahu anhu kahte hai Rasulullah Sallallahu Alyhi Wasallam ne farmaya “ Allah ko Yaad karne aur na karne wale ki Misaal jinda aur murdah ki si hai .” (Sahih Bukhari )
Hazrat Jabir Raziallahu Anhu kahte hai Rasulullah Sallallahu Alyhi Wasallam ne farmaya behtareen zikr LA ILAHA ILLALLAH aur behtareen pukar ALHUMDOLILLAH hai.
( Tirmizi )
Hazrat Abu Ayyub Ansari Raziallahu anhu, Rasulullah Sallallahu Alyhi Wasllam se bayan farmate hai k jis shaqs ne 10 martaba ye kalma padha :
LA ILAHA ILLALLAHU WAHDAHU LA SHARIKALAHU LAHUL MULKU WALA HULHAMDO WAHUWA ALA KULLI SHAI’IN QADEER.
Wo us shaqs ki tarah hoga jis ne Ismayeel Ayahissalam ki aulaad mai se 4 jaane azaad ki.
( Bukhari , Muslim
Jazza Allahu Anna Mohammadam Mahuwa Ahluhu Sallalahu-aliahi-wasallam