Archives for August 2011

ALLAH KA FARMAN

Mout Aur Zindagi.! Wo ( Allah) Hi To Hai Jo Raat Ko Tumhari Rooh Kabz Karta Hai Aur Jo Kuch Tum Din Me Karte Rehte Ho, Wo Iss Ko Bhi Janta Hai, Phr Dosre Roz (Subah) Tumhe Iss Se Jaga Deta Hai Taa Ke Zindagi Ki Muqarrah Muddat Pori Ho. Akhir Kaar Isi Ki Taraf […]

RAMZAN MAI PADHI JANE WALI DUAYE

Sehri Ke Waqt Padhe: “Ya-wasial-fazli-wa-ya-waisal-magfirati-igfirlana” Seheri ki Niyat: Nawyeto-An-Asuma-Gadan-Lillahe-Ta’ala-Min-Farze-Ramzana-Haza. Aftar Kare Ne Pahele Ki Dua: Allahumma-Ala-Samto-Wa-Bika-Amanto-Wa-Alayeka-Tawakkalto-Wa-Ala-Rizkeka-Aftarto. Ramzan Ka Pehla Ashrah Rehmat ka he 1 se 10 ramzan tak ye dua padhe: “Allahumma-Hamna-Ya-Arahmar-Rahimin” Ramzan ka Dusra Ashrah Magfirat Ka He 10 se 20 Ramzan tak Ye Dua Padhe: “Allahummag-Firlana-Junubana-Ya-Rabbal-Aalmin” Ramzan ka Tisra Ashrah Jahannumse Aazadi Ka […]

Ramzan ke masayal wa hadith

  RAMZAN MAI 5 IBAADATE KHUSUSI: *ROZA *TARAWEEH *TILAWAT-E-QUR’AN *E’TEKAAF *SHAB-E-QADRA (TAFSIR-E-NAEEMI) Jannat har din rozadaro ke liye sajayi jati hai (TARGEEB) Aur MUTTAQI Wo Hain Ki Jo Hum Ne Unhe Diya Hai, Usme Se Hamari Raah Me Karch Karte Hai (Para:1,SURE BAQRAH Ayat:3) Tarzuma: Kanzul iman Beshak Jannat ibtedayi saal se aainda saal tak […]

RAMZAN WA ROZE KI FAZILAT

Hazrat-e-Abu-Hurairah-Radiyallahu-t’aala-Anhu Farmate hain k Huzoor Sallallahu T’aala Alaihiwasallam Farmate hain “Jab Ramzaan aata hai, aasmaan ke darwaze khol diye jaate hain. Ek riwayat Mein hai eK “Jannat ke darwaze khol diye jaate hain.”Ek Riwayat Mein hai k “Rehmat ke darwaaze khol diye jaate hain” (Bukhari sharif – Muslim Sharif) Hazrat-e-Abu-Hurairah-Radiyallahu-T’aala-Anhu Se riwayat hai k Huzoor […]

Ramadan Kareem – DigitalHadith

Dear Allah, You are my Lord and I am your slave. I regret all my sins and ask you for forgiveness. Forgive them because only you can forgive. Grant me Mercy as only you can grant Mercy. You are the Real King. Bless us always. I love you. Thank-you for giving us Islam which is […]

RAMZAN SHARIF KE ROZO KA BAYAN

HAZRAT ABU-HURAIRA-RAZIALLAHO-TA-AALA-ANHO- ne kaha ki rasul-e-karim ALAYHISHSALATU-WAS-SALAM ne farmaya ki jab ramzan ka mahina suru hota hai to asaman ke darwaze khol diye jate hai hai aur ek riwayat mai hai ki jannat ke darwaze khol diye jata hai aur jahannam ke darwaze band kar diye jate hai. Aur ek riwayat mai hai ki rahamat […]

© 2010 - 2016 Digital Hadith by Iqbal Siddiqui | Sitemap | Archives